Dr K Chaudhry

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25
26 27 28 29 30 31 32 33 34 35 36 37 38 39 40 41 42 43 44 45 46 47 48 49

Koyee kaam nahin hai mushkil jab kiya irada pakka
Hindi movie : Aadmi Sarhak Ka Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Koyee kaam nahin hai mushkil jab kiya irada pakka Ke main hun aadmi sadak ka - 2 Koyee kaam nahin hain mushkil jab kiya irada pakka Ke main hun aadmi sadak ka Ke main hu main hun Main hun main hun aadmi sadak ka Mohabbat mera dharm imaan hai - 2 Meri zaat toh sirf insaan hai Wohi jisne banaaye hain dono jahaan - 2 Woh mera raam hain mera rehmaan hai Sar jhuka toh dekhi kaashi aur sajda kiya toh makka Ke main hun aadmi sadak ka Ke main hu main hun Main hun main hun aadmi sadak ka Koyee kaam nahin hai mushkil jab kiya irada pakka Ke main hun aadmi sadak ka - 2 Peechhe hat jaaun yeh maine seekha nahin -2 Hogi manzil kahan yeh bhi socha nahin Jab barha hausla phat gaya phaasla - 2 Rokne se kisi ke main rukta nahin Himmat hi mera tanga himmat hi mera yakka Ke main hun aadmi sadak ka Ke main hun main hun Main hun main hun aadmi sadak ka Koyee kaam nahin hai mushkil jab kiya irada pakka Ke main hun aadmi sadak ka - 2 Ek sadak hai yeh insaan ki zindagi - 2 Iske har morh par miltey gam aur khushi Jo bhi ghabraya woh rah gaya raah mein - 2 Barh gaya jo usi ko hai manzil mili Thokar ko mari thokar aur dhakke ko mara dhakka Ke main hun aadmi sadak ka Ke main hun main hun Main hun main hun aadmi sadak ka Koyee kaam nahin hai mushkil jab kiya irada pakka Ke main hun aadmi sadak ka - 2

Hamein aur jeene ki chaahat na hoti agar tum na hote
Hindi movie : Agar Tum Na Hote Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Hamein aur jeene ki chaahat na hoti -2 Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Agar tum na hote, agar tum na hote Tumhen dekh ke to lagta hai aise Bahaaron ka mausam aaya ho jaise -2 Dikhaayi na deti andheron mein jyoti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein jo tumhaara sahaara na miltaa Bhanvar mein hi rehte kinaara na miltaa -2 Kinaare pe bhi to leher aa duboti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Agar tum na hote, agar tum na hote Har ik gham tumhaara sahenge khushi se Karenge na shikwaa kabhi bhi kisi se -2 Jahaan mujh pe hastaa, khushi mujhpe roti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Agar tum na hote, agar tum na hote Na jaane kyoon dil se ye aawaz aayi Milan se hai badhke tumhaari judaai -2 In aankhon ke aansoo, na kehlaate moti Hamein aur jeene ki chaahat na hoti Agar tum na hote, agar tum na hote

Tu kahaan ye bataa is nasheeli raat mein
Hindi movie : Tere Ghar Ke Saamne Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Tu kahaan.... Tu kahaan ye bataa is nasheeli raat mein Maane naa meraa dil deevaanaa Haay re ... maane naa meraa dil deevaanaa O o Tuu kahaan, ye bataa, is nasheeli raat mein Maane naa meraa dil deevaanaa Haay re haye ... maane naa meraa dil deevaanaa Badaa natakhat hai samaa - 2 Har nazaaraa hai javaan Chhaa gaya chaaron taraf, meri aahon kaa dhuaan Dil meraa, meri jaan, naa jaalaa ... Tuu kahaan.... Tuu kahaan, ye bataa, is nasheeli raat mein Maane naa meraa dil deevaanaa Haay re ... maane naa meraa dil deevaanaa Aayee jab thandi havaa - 2 Maine poochhaa jo pataa Vo bhi kataraa ke gayee, aur bechain kiyaa Pyaar se, tu mujhe, de sadaa ... Tuu kahaan.... Tuu kahaan, ye bataa, is nasheeli raat mein Maane naa meraa dil deevaanaa Haay ... maane naa meraa dil deevaanaa Chaand taaron ne sunaa - 2 In bahaaron ne sunaa Dard kaa raag meraa, rahaguzaaron ne sunaa Tuu bhi sun, jaaneman, aa bhi jaa ... Tuu kahaan.... Tuu kahaan, ye bataa, is nasheeli raat mein Maane naa meraa dil deevaanaa Haay ... maane naa meraa dil deevaanaa Pyaar kaa dekho asar - 2 Aaye tum thaame jigar Mil gayee aaj mujhe, meri manachaahi Dagar Kyuun chhupaa, ek jhalak, phir dikhaa ... Tuu kahaan.... Tuu kahaan, ye bataa, is nasheeli raat mein Maane naa meraa dil deevaanaa Haay ... maane naa meraa dil deevaanaa

Gali gali wich gaonda firda
Movie : Ajj Da Mahiwal Original Singer : Masood Rana Resung by : Dr K Chaudhry Gali gali wich gaonda firda-2 Ik kamla deevana Gali gali wich gaonda firda Jeen di aas tan mar gayee phir vee Jeeunda aye mar jaana Gali gali wich gaonda firda-2 [Bichhre sajjan nikhde beli Reh gaye kalamkale]-2 Ishq zaraavar jag bedardee Saadi pesh na chale-2 Kujh dukhde kujh saane apne-2 Baki desh begaana Gali gali wich gaonda firda-2 [Es bedardi duniya de wich jis jis vi neun laaya] -2 Sad ke marya mar ke sadya Ishq ne maar mukaaya-2 Ishq di ai kahaani das gaye-2 Ghalib te parwaana Gali gali wich gaonda firda Jeen di aas tan mar gayee phir vee Jeeunda aye mar jaana Gali gali wich gaonda firda-2

Shammaa jalti hai jalle raat dhalti hai dhalle
Hindi movie : Paying Guest Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Shammaa jalti hai jal le ey ey ey ey -2 Raat dhalti hai dhal le Chhod ke aisi mahfil, ham nahin jaane vaale Haay haay haay ye nigaahen -2 Kar den sharaabi jise chaahen jise chaahen Main to, main to bhool gayaa raahen (Raat hasin hai javaaN hain nazaare Jhoom chale ham dil ke sahaare) -2 Aaj koi hamko na pukaare ey.. ey.. ey.. Rokti hain meri raahen Mai ki botal jaisi baahen Haay! Haay ye nigaahen Haay haay haay ye nigaahen Kar de sharaabi jise chaahen jise chaahen Main to, main to bhool gayaa raahen Yun jo samaa bahkaa bahkaa ho Ham bhi zaraa bahke to mazaa ho Ey hey hey, ho ho, hun hun, hun Yun jo samaa bahkaa bahkaa ho Ham bhi zaraa bahke to mazaa ho Aankh piye aur dil ko nashaa ho O ho, o ho, o ho.. Ye ishaare, ye adaayen Mai ki botal jaisi baahen Haay! Haay ye nigaahen Haay haay haay ye nigaahen Kar de sharaabi jise chaahen jise chaahen Main to, main to bhool gayaa raahen Haay, haay, haay haay Yaad nahin (Yaad nahin meraa pyaar yahin hai Yaa meri manzil aur kahin hai) -2 Dekho mujhe kuchh hosh nahin hai Ey hey, o ho, aa haa.. Taubaa taubaa, ye nigaahen Mai ki botal jaisi baahen Haay! Haay ye nigaahen Haay haay haay ye nigaahen Kar de sharaabi jise chaahen jise chaahen Main to, main to bhool gayaa raahen

Kuch hum mein aisi baatein hain voh sab mein hain kahan
Hindi movie : Aap Mujhe Achhe Lagne Lage Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Kuch hum mein aisi baatein hain Voh sab mein hain kahan Jeetenge yeh jahan jeetenge yeh jahan Ho ho ho ho Haathon ki dono mutthi mein rakhte hain do jahan Hum aise hain jawan hum aise hain jawan Ho ho ho ho [Hum seedhe chalne waale sab tede logon ko Seedhi raah pe laate hain] - 2 Hum aise hain dilwaale shaitaan ke beton ko Insaan bhi banaate hain Ikka mikka dussa, ikka mikka dussa, ikka mikka dussa, sa sa Patthar ko de zabaan-2 Ho ho ho ho Kuch hum mein aisi baatein hain Voh sab mein hain kahan Jeetenge yeh jahan jeetenge yeh jahan Ho ho ho ho [Yeh mauj yeh apni masti jab aag ugalti hai Saagar se nahin bujhti hai]- 2 Aandhi yeh jawaanon ki re jab chalne lagti hai Roke se nahin rukti hai Ikka mikka dussa, ikka mikka dussa, ikka mikka dussa, sa sa Yeh toofaan hai kahan-2 Ho ho ho ho Kuch hum mein aisi baatein hain Voh sab mein hain kahan Jeetenge yeh jahan jeetenge yeh jahan Ho ho ho ho Haathon ki dono mutthi mein rakhte hain do jahan Hum aise hai jawan hum aise hai jawan Ho ho ho ho

Dil karta oh yaara dildaara mera dil karta
Hindi movie : Aadmi Aur Insaan Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Dil karta oh yaara dildaara mera (2) dil karta Aisa kuch kar paaye...yaadon mein bas jaayein Dil karta, oh yaara dildaara mera (2) dil karta Ho...sadiyon jahaan mein ho, charcha hamaara Dil karta, oh yaara dildaara mera (2) dil karta Aage aage ham chale yaaron ki baraaton mein, yaaron ki baraaton mein Hanse koyi bholi bhaali apni bhi baaton mein, apni bhi baaton mein Kisi ki kalaai aaye apne bhi haathon mein, apne bhi haathon mein Ho...sadiyon jahaan mein ho, charcha hamaara Dil karta, oh yaara dildaara mera (2) dil karta Nit nayi dhoome mache, nit naye mele ho, ho nit naye mele ho Pariyon mein ghere rahen kabhi na akele ho, kabhi na akele ho Gham ki ghataayein ho ke khushiyon ke rele ho, khushiyon ke rele ho Dono se nibhaane waale ham albele ho, ham albele ho Ho...sadiyon jahaan mein ho, charcha hamaara Dil karta, oh yaara dildaara mera (2) dil karta Ham sa jiyaala koyi mile na hazaaron mein, mile na hazaaron mein Mare chaahe jeeye rahen agli kataaron mein agli kataaro mein Jhalke hamaara lahu kal ki bahaaron mein, kal ki bahaaro mein Ashqon ka tofa ho ke bat jaayein yaaron mein, bat jaayein yaaro mein Ho...sadiyon jahaan mein ho, charcha hamaara Dil karta, oh yaara dildaara mera (2) dil karta Aisa kuch kar paaye...yaadon mein bas jaayein Dil karta, oh yaara dildaara mera -8

Nanhaa munnaa raahi hoon desh kaa sipaahi hun
Child artist : Shreyas Chaudhry Hindi movie : Son of India Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Nanhaa munnaa raahi hoon desh kaa sipaahi hun Bolo mere sang, jay hind, jay hind, jay hind ... Raste pe chaluungaa na dar dar ke Chaahe mujhe jiinaa pade mar mar ke Manzil se pahale naa luungaa kahiin dam Aage hii aage badhaaungaa kadam Daahine baaen daahine baaen, tham! nanhaa ... Dhuup mein pasiinaa bahaaungaa jahaan Hare-bhare khet laharaaenge vahaan Dharatii pe faake na paaenge janam Aage hii aage ... Nayaa hai zamaanaa merii nayee hai Dagar Desh ko banaaungaa mashiinon kaa nagar Bhaarat kisii se na rahegaa kam Aage hii aage ... Badaa ho ke desh kaa sitaaraa banuungaa Duniyaa kii aankhon kaa taaraa banuungaa Rakhuungaa uunchaa tirangaa haradam Aage hii aage ... Shaanti ki nagarii hai meraa ye vatan Sabako sikhaauungaa pyaar kaa chalan Duniyaa mein girane na duungaa kaheen bam Aage hii aage ...

Dost dost na rahaa pyaar pyaar na rahaa
Hindi Movie : Sangam Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane [Dost dost na rahaa Pyaar pyaar na rahaa Zindagii hamein teraa Aitabaar naa rahaa, aitabaar naa rahaa]-2 Amaanaten main pyaar kii Gayaa thaa jisako saunp kar Vo mere dost tum hii the Tumhiin to the Jo zindagii kii raah mein Bane the mere hamasafar Vo mere dost tum hii the Tumhiin to the Saare bhed khul gae Raazadaar naa rahaa Zindagii hamen teraa Aitabaar naa rahaa, aitabaar naa rahaa Gale lagi saham saham Bhare gale se bolti Voh tum na thi to kaun tha Tumhi to thi Safar ke vaqt khuli palak pe Motiyon ko taulatii Vo tum naa thii to kaun thaa Tumhiin to thii Nashe kii raat dhal gayii Ab khumaar naa rahaa Zindagii hamen teraa Aitabaar naa rahaa, aitabaar naa rahaa Dost dost naa rahaa ... Wafa ka leke naam jo Dhadak rahe the har ghadi Wo mere nek nek dil Tumhi to ho Jo muskara ke rahe gaye Zahar ki jab suyee gadi Wo mere nek nek dil Tumhi to ho Ab kissee ka mere dil Intezar na raha Zindagii hamen teraa Aitabaar naa rahaa, aitabaar naa rahaa Dost dost naa rahaa Pyaar pyaar naa rahaa Zindagii hamein teraa Aitabaar naa rahaa, aitabaar naa rahaa

Bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai
Hindi movie : Suraj Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai Mera mehboob aaya hai Hawaaon raagini gaao, mera mehboob aaya hai Mera mehboob aaya hai Oh laali phool ki mehndi laga in gore haathon mein Utar aa eh ghata kaajal, laga in pyaari aankhon mein Sitaaron maang bhar jaao, mera mehboob aaya hai Mera mehboob aaya hai Nazaaron har taraf ab taan do ik noor ki chaadar Baaa sharmeela dilbar hai, chala jaaye na sharma kar Zara tum dil ko behlaao, mera mehboob aaya hai Mera mehboob aaya hai Sajaayi hai jawaan kaliyon ne ab ye sej ulfat ki Inhein maalum tha aayegi ik din ritu mohabbat ki Fizaaon rang bikhraao, mera mehboob aaya hai Mera mehboob aaya hai Bahaaro phool barsaao, mera mehboob aaya hai...

O mere dil ke chain chain aaye mere dil ko dua keeiye
Hindi movie : Mere Jeevan Saathi Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane O mere dil ke chain Chain aaye mere dil ko dua keeiye O Mere Dil Ke Chain Apna Hi Saaya Dekh Ke Tum Jaane Jahan Sharma Gaye Abhi To Yeh Pehli Manzil Hai Tum To Abhi Se Ghabra Gaye Mera Kya Hoga Socho To Zara Haay Aise Na Aanhe Bhara Kijiye O Mere Dil Ke Chain Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye O Mere Dil Ke Chain Aap Ka Armaan Aap Ka Naam Mera taraana Aur Nahin Inn Jhukti Palkon Ke Siva Mera Thikana Aur Nahin Jachta Hi Nahin Aankhon Mein Koi Dil Tumko Hi Chahe To Kya Kijiye O Mere Dil Ke Chain Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye O Mere Dil Ke Chain Yun To Akela Hi Aksar Gir Ke Sambhal Sakta Hoon Main Tum Jo Pakad Lo Haath Mera Duniya Badal Sakta Hoon Main Maanga Hain Tumhe Duniye Ke Liye Ab Khud Hi Sanam Faisla Kijiye O Mere Dil Ke Chain Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye O Mere Dil Ke Chain

Tu hindu banega na musalmaan banega
Hindi movie : Dhool Ka Phool Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Tu hindu banega na musalmaan banega, Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega, Tu Hindu Banega Na Musalmaan Banega, Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega.. ( Achha Hai Abhi Tak Tera Kuch Naam Nahin Hai, Tujko Kisi Mazhab Se Koi Kaam Nahin Hai, (2)) Jis Ilm Ne Insaan Ko Taqseem Kiya Hai, Us Ilm Ka Tujh Par Koi Ilzaam Nahin Hai, Tu Badle Huve Waqt Ki Pehechaan Banega, Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega, Tu Hindu Banega Na Musalmaan Banega, Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega.. ( Maalik Ne Har Insaan Ko Insaan Banaya, Hamne Use Hindu Ya Musalmaan Banaya, (2)) Kudrat Ne Tho Bakshi Thi Hamen Ek Hi Dharti, Hamne Kahin Bharat Kahin Iran Banaya, Jo Thod De Har Band Voh Toofan Banega, Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega, Tu Hindu Banega Na Musalmaan Banega, Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega.. ( Nafrat Jo Sikhaye Voh Dharam Tera Nahin Hai, Insaan Ko Jo Rondhe Voh Kadam Tera Nahin Hai, (2) Quraan Na Ho Jismen Voh Mandir Nahin Tera, Geeta Na Ho Jismen Voh Haram Tera Nahin Hai, Tu Amn Ka Aur Sulah Ka Armaan Banega, Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega, Tu Hindu Banega Na Musalmaan Banega, Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega.. Yeh Deen Ke Taaj Aur Yeh Watan Bechne Wale, Yeh Watan Bechne Wale, Yeh Deen Ke Taaj Aur Yeh Watan Bechne Wale, Insaanon Ke Laashon Ke Kafan Bechne Wale, Kafan Bechne Wale, Insaanon Ke Laashon Ke Kafan Bechne Wale, Yeh Mehelon Mein Baite Huve Qatil Yeh Lutere, Kaanton Ke Hi Vajru Hein, Chaman Bechne Wale (2), Tu Inke Liye Maut Ka Ailaan Banega, Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega, Tu Hindu Banega Na Musalmaan Banega, Insaan Ki Aulaad Hai, Insaan Banega


1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25
26 27 28 29 30 31 32 33 34 35 36 37 38 39 40 41 42 43 44 45 46 47 48 49

Categories

Advertisements

Free Pool

Useful Threads

Tags

9/4/2008 | Man accused of offering bribe with sandwich

Iowa City police said a man who was driving drunk tried to bribe a police officer -- with a sandwich.

9/4/2008 | Man told to get a job accused of chair attack

A man was arrested after he allegedly responded to someone telling him to get a job by picking up a folding chair and striking another man with it three times.

9/4/2008 | Suspected car burglar gets a dirty dumping

A 22-year-old suspected truck burglar made a dirty mistake after he tried to hide inside a portable toilet.

9/4/2008 | Japanese police fooled by life-sized doll

Police are trying to determine whether they were the victim of a hoax after the body they thought they found at a seaside resort was actually a life-sized doll.

9/4/2008 | Woman, 86, labors through the holiday

Millions of Americans had Labor Day off, but not Lucy Dumas. The 86-year-old Fargo woman did what she's always done: work. Dumas has been earning an income for more than 70 years.

Advertisements

 
eXTReMe Tracker