Dr K Chaudhry
Zubaan pe dard bharee daastaan chalee aayee
Hindi movie : Maryada
Resung by : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Zubaan pe dard bharee daastaan chalee aayee-2
Bahaar aane se pahale khizaan chalee aayee
Zubaan pe dard bharee daastaan chalee aayee
Khushee kee chaah mein maine uthhaye ranj bade
Meraa nasib ke mere kadam jahaan bhee pade
Ye badanasibee meree bhee wahaan chalee aayee
Zubaan pe dard bharee daastaan chalee aayee
Udaas raat hain, wiraan dil kee mahafil hai
Naa humasafar hain koee aur, naa koee manjil hai
Ye jindagee mujhe lekar kahaa chalee aayee
Zubaan pe dard bharee daastaan chalee aayee
Aap ke haseen rukh pe aaj nayaa noor hai
Hindi movie : Bahaaren Phir Bhi Aayengi
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
[Aap ke haseen rukh pe aaj nayaa noor hai
Meraa dil machal gayaa to meraa kyaa kasoor hai]-2
Aap ki nigah ne kahaa to kuchh zaroor hai
Meraa dil machal gayaa to meraa kyaa kasoor hai
Khulee laton kee chhaanv mein khilaa khilaa ye rup hai-2
Ghataa se jaise chhan rahee, subah subah kee dhoop hai
Jidhar najar mudee-2
Jidhar najar mudee, udhar surur hee surur hai
Meraa dil machal gayaa to meraa kyaa kasoor hai
Aap ke haseen rukh pe aaj nayaa noor hai
Meraa dil machal gayaa to meraa kyaa kasoor hai
Jhukee jhukee nigaah mein bhee hain balaa kee shaukhiyaan-2
Dabee dabee hasee mein bhee tadap rahee hain bijaliyaan
Shabaab aap kaa-2
Shabaab aap kaa, nashe mein khud hee choor choor hain
Meraa dil machal gayaa to meraa kyaa kasoor hai
Aap ki nigah ne kahaa to kuchh zaroor hai
Meraa dil machal gayaa to meraa kyaa kasoor hai
Jahaan jahaan pade kadam wahaan fijaa badal gayee-2
Ke jaise sarabasar bahaar aap hee mein dhal gayee
Kisee mein ye kashish-2
Kisee mein ye kashish kahaa jo aap mein huzoor hai
Meraa dil machal gayaa to meraa kyaa kasoor hai
Aap ke haseen rukh pe aaj nayaa noor hain
Meraa dil machal gayaa to meraa kyaa kasoor hai
Aap ki nigah ne kahaa to kuchh zaroor hai
Meraa dil machal gayaa to meraa kyaa kasoor hai
Taqdeer ka fasana jaa kar kise sunaayen
Hindi movie : Sehra
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Taqdeer ka fasana jaa kar kise sunaayen
Is Dil Mein Jal Rahi Hai, Armaanon Ki Chitaayen,
Taqdeer Kaa Fasana...
Sanson Mein Aaj Mere, Toofan Ut Rahe Hein,
Shahenaayiyon Se Kehedo, Kahin Aur Jaake Gaayen,
Is Dil Mein Jal Rahi Hai, Armaanon Ki Chitaayen,
Taqdeer Kaa Fasana...
Matawale Chand Suraj, Tera Utaaye Dola,
Tukh Ko Khushi Ki Pariyan, Kahin Aur Leke Jaayen,
Is Dil Mein Jal Rahi Hai, Armaanon Ki Chitaayen,
Taqdeer Kaa Fasana...
Tumto Raho Salaamat, Sehera Tumeh Mubarak,
Mera Har Ik Aasun, Dene Laga Duvayen,
Is Dil Mein Jal Rahi Hai, Armaanon Ki Chitaayen,
Taqdeer Kaa Fasana...
Taqdeer Kaa Fasana, Jaa Kar Kise Sunaaye,
Is Dil Mein Jal Rahi Hai, Armaanon Ki Chitaayen,
Taqdeer Kaa Fasana...
Main gaaun tum so jaao sukh sapno mein kho jaao
Hindi movie : Brahmchaari
Resung by : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
[Main gaaun tum so jaao
Main gaaun tum so jaao, sukh sapno mein kho jaao]-2
Main gaaun tum so jaao-2
Maana aaj ki raat hai lambi, maana din tha bhaari-2
Par jag badla badlegi ek din taqdeer hamaari
Us din ke khwaab sajaao
Main gaaun tum so jaao, sukh sapno mein kho jaao
Main gaaun tum so jaao-2
Kal tum jab aankhein khologe jab hoga ujiyara-2
Khushiyon ka sandesha lekar aayega samay har pyaara
Mat aas ke deep bujhaao,
Main gaaun tum so jaao, sukh sapno mein kho jaao
Main gaaun tum so jaao-2
Ji karta hai jeete jee main yun hi gaata jaaun-2
Gardish mein thake haaron ka maatha sehlaata jaaun
Phir ik din tum dauhraao,
Main gaaun tum so jaao, sukh sapno mein kho jaao
Main gaaun tum so jaao-2
Kaashi dekhi mathura dekhi dekhe teerath saare
Hindi movie : Naagin
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Kaashi dekhi mathura dekhi dekhe teerath saare
Kahiin na man kaa miit milaa to aayaa tere dvaare
Tere dvaar khadaa ek jogii - 2
Na maange yah sonaa chaandii maange darshan devii
Tere dvaar ...
Duniyaa se mukh modaa tere liye jag chhodaa
Chhod diyaa ghar-baar - 2
Ban-ban chhaanaa mainne, tujhe devii maanaa mainne
Sun le merii pukaar - 2
Na maange yah sonaa chaandii maange darshan devii
Tere dvaar ...
Karake jatan aayaa, man mein agan laayaa
Akhiyon men darshan-pyaas - 2
Priit kii bhiikshaa, prem kii diikshaa
Maang rahaa yah daas - 2
Na maange yah sonaa chaandii maange darshan devii
Tere dvaar ....
Dhal chuki shaam-e-gum muskara le sanam
Hindi movie : Kohinoor
Resung by : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Dhal chuki shaam-e-gum muskara le sanam
Ik nayee subah duniya mein aane ko hai
Pyaar sajne laga saaz bajne laga
Zindagi dil ke taron pe gaane ko hai
Dhal chuki shaam-e-gum muskara le sanam
Aaj paayal bhi hai nagmaye dil bhi hai
Range ulfat bahaaron mein shaamil bhi hai
Aaj paayal bhi hai
Aaj paayal bhi hai nagmaye dil bhi hai
Range ulfat bahaaron mein shaamil bhi hai
Aa gayee hai milan ki suhaani ghadi
Waqt ki taal par naachti hai khushi
naachti hai khushi
Ghungharuyon ki sada rang laane ko hai
Dhal chuki shaam-e-gum muskara le sanam
Ik nayee subah duniya mein aane ko hai
Jhoomate aa rahe hain zamaane naye
Hasraten gaa rahi hain taraane naye -2
Aaj dil ki tamanna nikal jaayegi
Geet hoga yahi laye badal jaayegi
laye badal jaayegi
Ik naya raaz kismat sunaane ko hai
Dhal chuki shaam-e-gum muskara le sanam
Ik nayee subah duniya mein aane ko hai
Dhal chuki shaam-e-gum muskara le sanam
Kayee sadiyon se kayee janmon se tere pyaar ko tarase meraa
Hindi movie : Milap
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Kayee sadiyon se kayee janmon se
Tere pyaar ko tarase meraa man
Aa jaa, aa jaa ke adhooraa hai apanaa milan
[Raahon mein kaheen nazar aayaa
Apane hee khayaalon kaa saayaa]-2
Kuchh der meraa man laharaayaa
Phir doob gayee aashaa kee kiran
Aa jaa, aa jaa ke adhooraa hai apanaa milan
Sapnon se mujhe na yoon bahalaa
Paayal ke soye geet jagaa
Sunsaan hain jeewan kee bagiyaa
Soona hai bahaaron kaa aangan
Aa jaa, aa jaa ke adhooraa hai apanaa milan
Jis galee mein teraa ghar naa ho baalmaa
Hindi movie : Kati Patang
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Jis galee mein teraa ghar naa ho baalmaa
Us galee se humen to gujaranaa naheen
Jo dagar tere dwaare pe jaatee naa ho
Us dagar pe humen paanw rakhanaa naheen
Jis galee mein teraa ghar naa ho baalamaa
Zindagee mein kaee rangaraliyaan sahee
Har taraf muskraatee ye kaliyaan sahee -2
Khubasoorat bahaaron kee galiyaan sahee
Jis chaman mein tere pag mein kaante chubhen-2
Us chaman se humen fool chunanaa naheen
Jis galee mein teraa ghar naa ho baalamaa
Haan ye rasmen ye kasamen sabhee tod ke
Tu chalee aa chunar pyaar kee odh ke -2
Yaa chalaa jaaoongaa main ye jag chhod ke
Jis jagah yaad teree sataane lage-2
Us jagah ek pal bhee thaharnaa naheen
Jis galee mein teraa ghar naa ho baalmaa
Us galee se humen to gujaranaa naheen
Jo dagar tere dwaare pe jaatee naa ho
Us dagar pe humen paanw rakhanaa naheen
Jis galee mein teraa ghar naa ho baalamaa
Tumse kahun ek baat paron se halki halki
Hindi movie : Dastak
Resung by : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Tumse kahun ek baat paron se halki halki hm hm hm hm
Raat meri hai, chaanv tumhare hi aachal ki hm hm hm hm
Tumse kahu ek baat paro se, halki halki halki halki halki
Soyee galiyan, baah pasare aankhein meeche
Soyee galiyan, baah pasare aankhein meeche hmm hmm hmm hmm
Mai duniya se, door ghani palkon ke neeche hmm hmm hmm hmm
Dekhu chalte khwab, lakeeron par kaajal ki
Tumse kahu ek baat paro se, halki halki halki halki halki
Dhundhli dhundhli, rain milan ka beestar jaise
Dhundhli dhundhli, rain milan ka beestar jaise
Khulta chhupta, chand sej ke upar jaise hmm hmm hmm hmm
Chalti phirti khaat, hawaon par baadal ki hmm hmm hmm hmm
Tumse kahu ek baat paro se halki halki halki halki halki
Hai bheega sa, jism tumhara in haathon mein
Hai bheega sa, jism tumhara in haathon mein hmm hmm hmm hmm
Baahar neend, bhara panchhi bheegi shaakhon mein hmm hmm hmm hmm
Aur barkha ki boond, badan se dhalki dhalki
Tumse kahu ek baat paro se, halki halki hm hm hm hm
Raat meri hai chaanv tumhare hi aachal ki hm hm hm hm
Tumse kahu ek baat paro se, halki halki halki halki halki
Poochhe jo koyee mujhse bahaar kaisee hoti hai
Hindi movie : Aap Aaye Bahaar Aayee
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Poochhe jo koyee mujhse bahaar kaisee hoti hai
Naam tera leke kah dun ke yaar aissee hoti hai
Poochhe jo koyee ghata ghanghor kaisee hoti hai
Tere jaisee hoti hai aur kaissee hoti hai
Poochhe jo koyee mujhse bahaar kaisee hoti hai
Gustaakhi maine kabhi ki nahin
Main kya paagal hun nahin ji nahin
Waise to maine kabhi pi nahin
Par main aisa bekhabar bhi nahin
Poochhe jo koyee mujhse sharaab kaisee hoti hai
Naam tera leke kah dun janaab aissee hoti hai
Poochhe jo koyee mujhse bahaar kaisee hoti hai
Naam tera leke kah dun ke yaar aissee hoti hai
Poochhe jo koyee mujhse bahaar kaisee hoti hai
Tujh ko kyon aayee haiyya kya pata
Tu kyon hai mujhse khafa kya pata
Na jaane janat kya hai kya pata
Mujhko ye baaten bhala kya pata
Poochhe jo koyee mujhse hoor kaisee hoti hai
Naam tera leke kah dun huzoor aissee hoti hai
Poochhe jo koyee mujhse bahaar kaisee hoti hai
Naam tera leke kah dun ke yaar aissee hoti hai
Poochhe jo koyee ghata ghanghor kaisee hoti hai
Tere jaisee hoti hai aur kaissee hoti hai
Poochhe jo koyee mujhse bahaar kaisee hoti hai
Chhodo kal ki baatein kal ki baat puraani
Hindi movie : Hum Hindustani
Resung by : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum hindustani, hum hindustani - 2
Aaj puraani zanjeeron ko tod chuke hain
Kya dekhe us manzil ko jo chhod chuke hain
Chaand ke dar pe jaa pahuncha hai aaj zamaana
Naye jagat se hum bhi naata jod chuke hain
Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani
Hum hindustani
Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum hindustani, hum hindustani
Aao mehnat ko apna imaan banaaye
Apne haathon ko apna bhagwaan banaaye
Ram ki is dharti ko gautam ki bhoomi ko
Sapnon se bhi pyaara hindustan banaaye
Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani
Hum hindustani
Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum hindustani, hum hindustani
Har zarra hai moti, aankh uthaakar dekho
Maati mein sona hai, haath badhaakar dekho
Sone ki yeh ganga hai, chaandi ki yamuna
Chaaho to patthar pe dhaan ugaakar dekho
Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani
Hum hindustani, hum hindustani
Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum hindustani, hum hindustani - 2
Soorat yeh teri pyari pyari surat teri meri aankhon mein bas
Hindi movie : 36 China Town
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Surat yeh teri pyari pyari surat teri - 2
Meri aankhon mein basti hai
Mujhe tujhmein badi dilchaspi hai - 4
Surat yeh teri pyari pyari surat teri
Meri aankhon mein basti hai
Mujhe tujhmein badi dilchaspi hai-4
Shikaari yeh dil hai mausam qaatil hai
Mujhse tera bachana meri jaan mushkil hai
Saanson mein toofan bechain hai armaan
Bas pal do pal ka yeh waqt hai mehmaan
Tere chehre se meri yeh nazar meri nazar
Meri jaan nahi hatt ti hain
Mujhe tujhmein badi dilchaspi hai-2
Sab kuchh kahti hai khaamoshi teri
Bechain padi hai dhadkan ye meri
Teri yeh adaaye kuchh bol rahi hain
Yeh raaz hazaaron ab khol rahi hain
Yeh raat badi beimaan hai yaar beimaan hai
Kaate nahi katt ti hai
Mujhe tujhmein badi dilchaspi hai-2
Surat yeh teri pyari pyari surat teri
Meri aankhon mein basti hai
Mujhe tujhmein badi dilchaspi hai-2
Mujhe tujhmein badi dilchaspi hai-2