Dr K Chaudhry
Mujhe pyaar lagta hai pyaara main hoon adaaon ka maara
Hindi movie : Ab Ke Baras
Resung by : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
[Mujhe pyaar lagta hai pyaara main hoon adaaon ka maara
Kisi ne aankhen churayi Kisi ne dil mein utaara] -2
Haseen hai sama mohabbatein jawan
Karib aake keh rahi mujhse jawaniyan ..........
Sari umr main rahon athra saal ka-3
Jaanam yeh umr to aati hai ek baar
Is mein hain shokhiyan is mein hota hai pyaar
Rok lo waqt ko yeh umar na dhale
Zindagi bhar sanam silsila yeh chale
Milti rahe haseeno se haseen nishaniyan ........
Sari umr main rahon athra saal ka-3
Chanda ki chaadni rab ki jadugiri
Hogi hogi kahin sapno ki woh pari
Kya use hai pata kya use hai khabar
Dhoondti hai use har jaga yeh nazar
Kabhi kahin mile woh to bane kahaniyan
Sari umr main rahon athra saal ka-3
Ai dil mujhe aaisi jagah le chal jahaan koyee na ho
Hindi movie : Aarzoo
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Aye dil mujhe aaisi jagah le chal jahaan koi na ho
Apna paraaya meharbaan naa-meharbaan koi na ho
Aye dil mujhe aaisi jagah le chal jahaan koi na ho
Jaa kar kahin kho jaau main
Neend aaye aur so jaau main-2
Duniya mujhe dhoondhe magar
Mera nishaan koi na ho
Aye dil mujhe aaisi jagah le chal jahaan koi na ho
Ulfat ka badla mil gaya
Vo gam luta vo dil gaya-2
Chalna hai sab se door door ab
Kaarvaan koi na ho
Aye dil mujhe aaisi jagah le chal jahaan koi na ho
Apna paraaya meharbaan naa-meharbaan koi na ho
Mere man ki ganga aur tere man ki jamuna ka
Hindi movie : Sangam
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Mere man ki ganga aur tere man ki jamuna ka
Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Are Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Nahin...Nahin...Nahin
Kitni Sadiyan Beet Gayi Hain Hai Tujhe Samjhane Mein
Mere Jaisa Dheeraj Wala Hai Koi Aur Zamane Mein
Dil Ka Badhta Bojh Kabhi Kam Hoga Ke Nahin
Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Nahin...Nahin...Kabhi Nahin...Chup
Do Nadiyon Ka Mail Agar Itna Paavan Kehlata Hai
Kyon Na Jahan Do Dil Milte Hain
Swarg Wahin Ban Jata Hai
Har Mausam Hai Pyar Ka Mausam Hoga Ke Nahin
Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Jaoo Na Kyon Satate Ho...Hoga ...Hoga... Hoga
Premi hoon paagal hoon main roop ka aanchal hoon main
Inspiration : Azgar Khan
Hindi movie : Betaab
Resung by : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Premi hoon Paagal hoon main, Paagal hoon main, Paagal hoon main
Roop ka aanchal hoon main, aanchal hoon main, aanchal hoon main
Pyaar ka.... baadal hoon main
Parvaton se aaj main takraa gaya
Tum ne di aavaaz lo main aa gaya -2
Tum bulaao main na aayun aisa harjaayee naheen-2
Itane din tumako hi meri-2
yaad tak aayee naheen
Aa gayaa yaadon ka mausam aa gaya
Tum ne di aavaaz lo main aa gaya-2
Umr hi aisee hai kuchh ye tum kisi se poochh lo-2
Ek saathi ki zaroorat-2
padati hai har ek ko
Dil tumhaaraa is liye ghabaraa gaya
tum ne di aavaaz lo main aa gaya-2
Khol kar in band aankhon ko jharokhon ki tarah-2
Jor aavaaraa havaa pe mast jhonkon ki tarah
Reshmi zulfon ko main bikhara gaya
Tumane di aavaaz lo main aa gaya-2
Zaahid sharaab peene de masjid mein baithkar
Hindi movie : Main Nashe Main Hun
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Zaahid sharaab peene de masjid mein baithkar
Ya woh jagah bataa de, jahan par khuda na ho
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon
Ab to moomkin hai behakna, main nashe mein hoon
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon
Kal ki yaaden mit rahi hain, dard bhi hain kam
Ab zara aaraam se aa jaa raha hai dam
Are aa jaa raha hai dam
Kam hai ab dil ka tadapna, main nashe mein hoon
Ab to moomkin hai behakna, main nashe mein hoon
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon
Dhal chuki hai raat kab ki, ooth gayi mehfil
Main kahan jaoon nahi koi meri manzil
Nahi koi meri manzil
Do kadam mushkil hai chalna, main nashe mein hoon
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon
Hai jara si baat aur chhalke hain kuch pyaale
Warna jaane kya kahenge ye jahanwale
Kahenge ye jahanwale
Tum bas itna yaad rakhna, main nashe mein hoon
Ab to moomkin hai behakna, main nashe mein hoon
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon
Dhadakane lagataa hai meraa dil tere naam se
Hindi movie : Dil Tera Deewaana
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
[Dhadakane lagataa hai meraa dil tere naam se
Aisaa lagataa hai ke ab ham gaye kaam se] -2
Dha dha dha dhadakane lagataa ...
Mere dil men jab se tootaa tere nain kaa teer
Dil men rah kar ban gayaa vo to terii hii tasveer
Neend nahin aatii hai mujhe aaraam se
Dhadakane lagataa ...
Teri baaten tere kisse rahate hain har dam
Mahafil ho yaa veeraanaa ho yaa koyee mausam
Darate nahin hain ham ishq ke anjaam se
aisaa lagataa hai ...
Dil mein chhupa ke pyaar ka toofaan le chale
Hindi movie : Aan
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Dil mein chhupa ke pyaar ka toofaan le chale
Hum aaj apni maut ka samaan le chale
Maut ka samaan le chale
Dil mein chhupa ke pyaar ka toofaan le chale
Mitata hai kaun dekhiye ulfat ki raah mein
Ulfat ki raah mein
Mitata hai kaun dekhiye ulfat ki raah mein
Wo le chale hain aan to hum jaan le chale
Maut ka samaan le chale
Dil mein chhupa ke pyaar ka toofaan le chale
Manzil pe hoga faisla kismat ke khel ka
kismat ke khel ka
Manzil pe hoga faisla kismat ke khel ka
Kar de jo dil ka khoon vo mehmaan le chale
Maut ka samaan le chale
Dil mein chhupa ke pyaar ka toofaan le chale
Dil ka haal sune dil waala seedhi si baat na mirch masaala
Hindi movie : Shri 420
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Dil ka haal sune dil waala
Seedhi si baat na mirch masaala
Kehke rahega kehne waala
Dil ka haal sune dil waala
Chhote se ghar mein gareeb ka beta
Main bhi hu maan ke naseeb ka beta - 2
Ranj-o-gham bachpan ke saathi
Aandhiyo mein jali jeewan baati
Bhukh ne hai bade pyaar se paala
Dil ka haal sune dil waala
(Haay karu kya surat aisi,
Gaanthh ke poore chor ke jaisi) - 2
Chalta phirta jaanke ek din,
Bina dekhe pehchaan ke ek din
Baandhke le gaya pulis waala
Dil ka haal sune dil waala
Budhhe daaroga ne chashme se dekha -2
Aage se dekha peechhe se dekha,
Upar se dekha neeche se dekha
Bola ye kya kar baithhe ghotaala,
Haay ye kya kar baithhe ghotaala
Ye to hai thaanedaar ka saala
Dil ka haal sune dil waala
Gham se abhi azaad nahi main
Khush hun magar aabaad nahi main -2
Manzil mere paas khadi hai,
Paau mein lekin bedi padi hai
Taang deta hai daulat waala,
Dil ka haal sune dil waala
Sun lo magar ye kisi se na kehna
Tinke ka leke sahaara na behna -2
Bin mausam malhaar na gaana,
Aadhi raat ko machchil laana
Varna pakad lega pulis waala
Dil ka haal sune dil waala
Sur na saje kya gaaun main sur ke bina jeevan soona
Hindi movie : Basant Bahaar
Resung by : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Sur na saje kya gaaun main
Sur ke bina, jeevan soona
Sur na saje kya gaaun main
Sur na saje ...
Donon jahaan, mujhase roothe
Tere bina ye geet bhee jhoothe
Sur na saje ...
Chal ke gayaa jeevan mera
Is raat ka na hoga savera
Sur na saje ...
Sangeet man ko pankh lagaaye
Geeton se rimajhim ras barasaaye
Svar ki saadhana parameshvar ki
sur na saje ...
Dil tu bhi gaa pyaar men muskara
Hindi movie : Humraahi
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Dil tu bhi ga pyaar men muskara
Sapane men jo aate hain akasar
Mahafil men un ko bula ke la
Kal jo hua so hua bhul ja
Sapane men jo aate hain akasar
Mahafil men un ko bula ke la
Dil tu bhi ga
Vo bhi na bole ham bhi na bole aankh mili pahachaan hui
Koi chala jab saath safar men ham ko dagar aasaan hui
Ham ko dagar aasaan hui
Roop-nagar ki bheed men ham ne khud ko bhulaana sikh liya
Mast nagar ke jaam men humne gum ko dubana seekh liya
Gum ko dubana seekh liya
Dard bala ka dard hai lekin hosh nahin to kuchh bhi nahin
Aaj jahaan ko ham duniya ko chhod ke aaye dur kahin
Chhod ke aaye dur kahin
Insaan ka insaan se ho bhaai chaara yehi paighaam hamaara
Hindi movie : Paighaam
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Insaan ka insaan se ho bhaai chaara yehi paighaam hamaara
naye jagat main hua purana,, oonch nich ka kissa.
sabko mile mehanat ke mutabik apna apna hissa.
subke liye sukh ka baraabar.. ho batwara.
yahi paighaam hamara,yahi paighaam hamara.
har ek mahal se kaho ke jhopadyion main diye jalaye.
chhooton aur badon main ab koi fark nahi rah jaaye.
is dharti par ho pyaar ka ghar ghar ujyaara.
yahi paighaam hamara,,,yahi paighaam hamara
Chal akelaa teraa melaa peechhe chhootaa raahee
Hindi movie : Sambandh
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Chal akelaa chal akelaa chal akelaa
teraa melaa peechhe chhootaa raahee chal akelaa
hajaaro meel lanbe raasate, tuz ko bulaate
yahaa dukhade sahane ke waasate tuz ko bulaate
hai kaun saa wo insaan yahaa par jisane dukh naa zelaa
teraa koee saath naa de to, too khud se pareet jod le
bichhaunaa dharatee ko kar ke, are aakaash odh le
yahaa pooraa khel abhee jeewan kaa toone kahaa hain khelaa