Dr K Chaudhry
Tumhi ho mehboob mere - Aaina - Dr K Chaudhry
Movie name : Aaina
Original singer : Masood Rana
Resung by : Dr K Chaudhry
Tumhi ho mehboob mere, main kyon na tumenh pyaar karon
tumhi to meri duniya ho, main kion na iqrar karon
mera pyar yaad rakhna
Tumhi ho mehboob mere, main kyon na tumenh pyaar karon
meri aarzoon ki tasveer tum ho
jo dil per likhi hai wo tehreer tum ho
kahun aur kya meri taqdeer tum ho tum ho tum ho
Tumhi ho mehboob mere, main kyon na tumenh pyaar karon
mera pyar yaad rakhna
Tumhi ho mehboob mere, main kyon na tumenh pyaar karon
tumhen dil diya dil ke qabil tumhi ho
mera pyar tum meri manzil tumhi ho
meri zindgani ka hasel tumi ho tumi ho tumi ho ..
Tumhi ho mehboob mere, main kyon na tumenh pyaar karon
tumhi to meri duniya ho, main kion na iqrar karon
mera pyar yaad rakhna
Tumhi ho mehboob mere, main kyon na tumenh pyaar karon
Rishi's Birthday - Best wishes from Dr K Chaudhry
Rishi's Birthday - Best wishes from Dr K Chaudhry
Alex's birthday - Best wishes from Dr K Chaudhry
Teenage has seven years - three years junior teenage, three years senior teenage and middle preparatory year where the native prepares for the future responsibilities as a senior teenager. On 12 April, Alex Moosaie shall be stepping into that preparatory year. He requires blessings of us all for the optimal preparation to become senior teenager 12 April 2009
Best wishes
Dr K Chaudhry
India TV : Live Interview With Dr K Chaudhry - 13 May 2008
Nitin Mehta recorded the event incomplete with his mobile phone camera.
You Tube India Launch - Felicitations from Dr K Chaudhry
Hi Friends !
This morning I was thrilled to find youtube.in on the net. The Feature Videos listed indian content only.
That is a huge boost to performers. Thanks and congratulations to You Tube management.
You Tube management has performed its role admirably. Now it is our turn to stretch our efforts to
110% and be listed on Featured Videos.
Dr K Chaudhry thanks Venus Television UK and Salman Malik
Hi friends!
Salman Malik telecast my songs on Venus Television in UK.
I express my sincere gratitude to the producer and the channel
as also to great people of great country for tolerating my intrusion into their households.
Thank you!
Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim guzara zamaana bachpan k
Hindi movie : Devar
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim
Guzara zamaana bachpan ka
Hay re akele chhod ke jaana
Aur na aana bachpan ka
Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim
Woh khel, woh saathi woh jhule
Woh daud ke kehna aa chhule
Hum aaj talak bhi na bhule-2
Woh khwab suhaana bachpan ka
Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim
Iski sab ko pehchaan nahin-2
Yeh do din ka mehmaan nahin-2
Mushkil hai bahut aasaan nahin-2
Yeh pyar bhulaana bachpan ka
Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim
Milkar royen, fariyaad karen
Un beete dino ki yaad karen
Aye kaash kahin mil jaaye koi-2
Yun meet puraana bachpan ka
Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim
Guzara zamaana bachpan ka
Hay re akele chhod ke jaana
Aur na aana bachpan ka
Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim
Jaaun kahaan bataa aye dil duniyaan badee hai sangdil
Hindi movie : Chhoti Bahen
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Hindi movie : Chhoti Bahen
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Jaaoon kahaan bataa aye dil duniyaan badee hai sangdil
Chaandanee aayee ghar jalaane, suze naa koee manjil
Ban ke toote yahaan, aarajoo ke mahal
Ye jameen aasamaan bhee gaye hain badal
Kahatee hain jindagee, is jahaan se nikal
Haaye is paar to aasuon kee dagar
Jaane us paar kyaa ho kise hai khabar
Thhokaren khaa rahee, har kadam par nazar
Hue hain tum pe aashiq hum bhalaa maano buraa maano
Hindi movie : Mere Sanam
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Hindi movie : Mere Sanam
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Hue hain tum pe aashiq ham bhalaa maano buraa maano
Ye chaahat ab naa hogii kam, bhalaa maano buraa maano
Hue hain tumape aashiq ham, bhalaa maano buraa maano
Ye ruuthii sii nazar ye maathe kii shikan - 2
Libaase rang mein ye bal khaataa badan
Hai pyaasaa pyaar kaa ye saaraa baankapan - 2
Ho ho ho pyaar kyaa jaane tamannaa ab to pahachaano
Hue hain tumape aashiq ham, bhalaa maano buraa maano
Ye chaahat ab naa hogii kam, bhalaa maano buraa maano
Aji ik ham to kyaa, ho tum aise hasiin - 2
Farishtaa bhii tumhe, agar dekhe kahin
To jannat bhuul ke bahak jaaye yahiin - 2
Ho ho ho pyaar kyaa jaane tamannaa ab to pahachaano
Hue hain tumape aashiq ham, bhalaa maano buraa maano
Ye chaahat ab naa hogii kam, bhalaa maano buraa maano
Tumhi ko chun liyaa, nazar kii baat hai - 2
Liyaa gam aapakaa, jigar kii baat hai
Ho tum phir bhii khafaa, akad kii baat hai - 2
Ho ho ho pyaar kyaa jaane tamannaa ab to pahachaano
Hue hain tumape aashiq ham, bhalaa maano buraa maano
Ye chaahat ab naa hogii kam, bhalaa maano buraa maano
Dekho o deewaano aisa kaam na karo Ram ka naam badanaam na k
Hindi movie : Hare Rama Hare Krishna
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
[dekho o deewaano aisa kaam na karo
Raam ka naam badanaam na karo, badanaam na karo]- 2
raam ne ha.Ns kar sab sukh tyAge, tum sab dukh se Dar kar bhaage
kR^ishhN ne karm kI riit sikhAI - 2
tumane farz se aa.Nkh churaa_ii, o raam duhaa_ii
hare kR^ishhNA hare raam ##(chorus)##
jIvan naam hai kaam kA, aarAm nA karo
raam kA naam badanAm nA karo, badanAm nA karo
dekho ai dIvaano ...
raam ko samajho, kR^ishhN ko jaano, nI.nd se jaago o mastaano
jiit lo man ko pa.Dh ke giitaa - 2
man hii haaraa to kyA jItaa, to kyA jItaa
hare kR^ishhNA hare raam ##(chorus)##
jIvan ko nashe kA tum gulAm nA karo
raam kA naam badanAm nA karo, badanAm nA karo
dekho ai dIvaano, tum ye kaam nA karo
raam kA naam badanAm nA karo, badanAm nA karo
Nazar na lag jaaye kissee ki raahon mein
Hindi movie : Night In London
Resung by : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Hindi movie : Night In London
Resung by : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Maine rakhaa hai muhabbat apne afsaane ka naam
Hindi movie : Shabnam
Resung by : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Maine rakhaa hai muhabbat apne afsaane ka naam
Tum bhi kuchh achchha sa rakh do apne diwaane ka naam
Kis qadar khubasoorat hai tere deedaar ki duniya
Meri nazron ki jannat hai zulf-o-rukhsaar ki duniya
Tumhein pehchaana hai khuda ko samjha hai, khuda ko jaana hai
Maine rakhaa hai muhabbat apne afsaane ka naam
Tum bhi kuchh achchha sa rakh do apne diwaane ka naam
Dil pe tum haath jo rakh do meri taskin ho jaaye
Jaaneman zindagi meri kuchh to rangeen ho jaaye
Dil pe tum haath jo rakh do meri taskin ho jaaye
Nazar mil jaane do qayaamat aati hai Qayaamat aane do
Maine rakhaa hai muhabbat apne afsaane ka naam
Tum bhi kuchh achchha sa rakh do apne diwaane ka naam
Ishq par kya guzarti hai husn ye raaz kya jaane
Mere dil ke tadapne ka koyee andaaz kya jaane
Haaye dil parwaane ka koyee hum se poochhe mazaa jal jane ka
Maine rakhaa hai muhabbat apne afsaane ka naam
Tum bhi kuchh achchha sa rakh do apne diwaane ka naam